aankho ko intzar ka de kar hunar chala gaya
meri betab dhadkano ko dhadakne ka sabab de kar chala gaya
wo kehta tha meri aankho mein do-do jannat basti hai
wo jannat ko dariya ki saugat de kar chala gaya
Tuesday, July 20, 2010
Friday, July 16, 2010
Fitrat
Badalte waqt mein na jane kya kya badalte dekha
meri fitrat kuch suraj si thi
zimmedari k chalte badal na saka
Kai baar waqt ne mujhse kaha
k Aa mere sath chal
kuch to badal
meri fitrat kuch nadiya si thi
k samudra k paar fir nikal na saka
ek bar maine bhi socha k
kuch aur chalun
thoda to waqt k sath main bhi badlun
meri fitrat kuch Himalay si thi
k hifazat k karan phir hil na saka
meri fitrat kuch suraj si thi
zimmedari k chalte badal na saka
Kai baar waqt ne mujhse kaha
k Aa mere sath chal
kuch to badal
meri fitrat kuch nadiya si thi
k samudra k paar fir nikal na saka
ek bar maine bhi socha k
kuch aur chalun
thoda to waqt k sath main bhi badlun
meri fitrat kuch Himalay si thi
k hifazat k karan phir hil na saka
Subscribe to:
Posts (Atom)